aj do october ka din hai aj ka din hai bda mahan aj ke din do phul khile the jinse mahaka hindustan .........
ek tha sabarmati ka sant mahanta jiski thi anant laya dilo me jo azadi ki bhar na mani
chunotiyo se jisne haar jo laya yha azadi ki aandhi pyar se jise hum khte bapu gandhi....
ek aur bharat maa ka pyara lal wo bhi laya azadi ka bhuchal kiya tha usne aesa kamaal
kr di angreji kuut niti behaal kiya tha sangharsh salosal ye tha lal bhadur shastri ka kamaal..
written by:himani yadav
- हमें विश्वास है कि हमारे पाठक स्वरचित रचनाएं ही इस कॉलम के तहत प्रकाशित होने के लिए भेजते हैं। हमारे इस सम्मानित पाठक का भी दावा है कि यह रचना स्वरचित है।
आपकी रचनात्मकता को अमर उजाला काव्य देगा नया मुक़ाम, रचना भेजने के लिए यहां क्लिक करें।
कमेंट
कमेंट X