samandar-samandar hai magar use kabhi ye khayaal nahi aata
lakh barsat ho magar usme kabhi ubaal nahi aata
Dayaar-e-khamoshi hai jiske seene me
laakh toofan ka ghire vo usme babaal nahi aata
Husn-e-hayaa to rangat-e-saadgi ki badolat hai
Naqaabposhi chehron pr kabhi jamaal nahi aata
Baantata phirta hai andheron mein vo roshan-e-charaag
Gam h seene me par chehre ph ek bhi laal nahi aata.
- Alok Kumar Gautam
हमें विश्वास है कि हमारे पाठक स्वरचित रचनाएं ही इस कॉलम के तहत प्रकाशित होने के लिए भेजते हैं। हमारे इस सम्मानित पाठक का भी दावा है कि यह रचना स्वरचित है।
आपकी रचनात्मकता को अमर उजाला काव्य देगा नया मुक़ाम, रचना भेजने के लिए यहां क्लिक करें।
कमेंट
कमेंट X