Kuch toh baat hogi tuk mein jo teri yaad chli aati hai
Kuch toh baat hogi tuk mein jo tere liye in labon par fariyad chli aati hai
Kuch toh baat hogi tuk mein jo teri yaad mein ankhein mum ho jati hain
Kuch toh baat hogi tuk mein jo Dil tum bin udaas rehta hai
Kuch toh baat hogi tuk mein jo yeh dhadkan tumhe pukarti hai
Kuch toh baat hogi tuk mein jo nigahein tumhe niharti hain
Kuch toh baat hogi tuk mein jo teri yaad mein palkein bheeg jati hain
Kuch toh baat ...
-रवि
हमें विश्वास है कि हमारे पाठक स्वरचित रचनाएं ही इस कॉलम के तहत प्रकाशित होने के लिए भेजते हैं। हमारे इस सम्मानित पाठक का भी दावा है कि यह रचना स्वरचित है।
आपकी रचनात्मकता को अमर उजाला काव्य देगा नया मुक़ाम, रचना भेजने के लिए यहां क्लिक करें।
कमेंट
कमेंट X