विज्ञापन

हिंदी गाथा

HRITHIKA YADAV

Mere Alfaz
                                    
                                                                        
                            GHAT GHAT MEIN TERA NAAM LIKHA,
        
                                                    
                            
NATMASTAK TERA BHAKT HUA.
NIRAJ DINKAR SAB TAAR DIYE,
PRAAN TAK TUJHPAR WAAR DIYE.
BHARAT KE MASTAK KI BINDI,
JAI JAI JANANI!JAI JAI HINDI!

SANSKRIT SE TERA JANM HUA,
BHARAT NE TUJHKO GOD LIYA.
HAI KOTI-KOTI PRANAAM TUJHE,
KITNE KANTHON PER TERA VAAS HUA.
CHARAN PAKHAREIN GANGA-KALINDI
JAI-JAI JANANI!JAI-JAI HINDI!
JAI-JAI JANANI!JAI-JAI HINDI!

YEH KAVITA HINDI AUR HINDI KE LEKHAKON KO SAMARPIT HAI. IS KAVITA MEIN HINDI KO MAATA KE ROOP MEIN DIKHAYA GAYA HAI. IS KAVITA KO PADHKAR PATHKON KO HINDI KI MAHIMA KA GYAN HOGA.



हमें विश्वास है कि हमारे पाठक स्वरचित रचनाएं ही इस कॉलम के तहत प्रकाशित होने के लिए भेजते हैं। हमारे इस सम्मानित पाठक का भी दावा है कि यह रचना स्वरचित है। 

आपकी रचनात्मकता को अमर उजाला काव्य देगा नया मुक़ाम, रचना भेजने के लिए यहां क्लिक करें।
7 वर्ष पहले
विज्ञापन

विशेष

आज के शीर्ष कवि Show all

Anita Chaturvedi

181 कविताएं

View Profile

Ankit Kumar

10278 कविताएं

View Profile