Hum sab hain bharat ki shan,
jai jawan jai kisan jai sikchak aur jai bigyan,
agar chahiye biksit bharat karna hoga ek hi kam,
seva ki bhawna se otprot ho karenge apna her kam,
nahin karenge lobh v lalach bhrastachar ho pap saman,
dhan sangrah karne ka mouka denge sabko,
denge ek saman.berojgar,
ahe na koi sada rakhenge iska dhyan,
shikchhit kar ke Jan jan ko badhayenge hum unka man,
eisa karne se hi banenge sab sachmuch dhanwan,
aur badhega pure vishwa me akhil bharat desh ki shan.
-- संजय चौधरी
हमें विश्वास है कि हमारे पाठक स्वरचित रचनाएं ही इस कॉलम के तहत प्रकाशित होने के लिए भेजते हैं। हमारे इस सम्मानित पाठक का भी दावा है कि यह रचना स्वरचित है।
आपकी रचनात्मकता को अमर उजाला काव्य देगा नया मुक़ाम, रचना भेजने के लिए यहां क्लिक करें।