Bharat apna swtantr gantanyr
Tantr, tantr ka madhur mantr
Janta par janta ka shasan
nitiparakh nirpeksh prkashan
Samvidhan rachyita bhimrav
Kitna gahra gambhir bhav
Dharm jati se oopar soch
atul niyam nhi tanik loch
Mool dayitv mool adhikar
Apna vidhan he vishv aadhar
Hila ska devo ke aashan
Janta par janta ka shasn
Isme jhaki itihas vrity
Dharm nhi ye saanskrity
Isme natvar isme raghuvar
Isme gautam isme akbar
Kla sabhyta panchjany
Mahapaurushi bhart dhany
Kitna durlabh kitna paavn
Muskil ka hal, hal ke karan
Nitiparakh nirpeksh prakashan
Janta par janta ka shasan
- हमें विश्वास है कि हमारे पाठक स्वरचित रचनाएं ही इस कॉलम के तहत प्रकाशित होने के लिए भेजते हैं। हमारे इस सम्मानित पाठक का भी दावा है कि यह रचना स्वरचित है।
आपकी रचनात्मकता को अमर उजाला काव्य देगा नया मुक़ाम, रचना भेजने के लिए यहां क्लिक करें।